Masail
Agar Wazu Me Kuch Hissa Bheeg Gaya
Magar Us Par Paani Naahi Baha. Toh Wazu Hoga, Yaa Nahi? Jawab: Is Tarah Wazu Hargiz Na Hoga. Bheegne Ke Saath Har Hisse Par Paani Bah Jaana Zaroori Hai
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—