Masail
Agar Zaid Ki 3 Jumm?a Qaza Hoti Hai To Iski Kya Mumaniyat Hai.
Baaz Log Kehte Hai Ki Agar 3 Jumm?a Qaza Ho Jaye To Wo Kafir Ho Jata Hai. Ya Use Kalma Padhna Zaruri Ho Jata Hai. ANSWER Jisne Ma?azallah Bila Uzr E Shar?ee 3 Jume Qaza Kiye. Woh Sakht Gunhgaar Mustahiq E Azaab E Naar Faasiq O Faajir Hai. Magar Uspe Hukm E Kufr Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—