Masail
Agar Zohar Ke Waqt Masjid Me Jab Pauncha To Jamaat Ho Rahi Thi.
To Ab Jo 4 Sunnat Padne Se Reh Gaye Hai, To Usse Kab Padna Hai. Farz Namaz Ke Fauran Baad Ya 2 Sunnat 2 Nafil Pad Lene Ke Baad. Jawab: 2 Rakat Sunnat Ke Baad Padhein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—