Masail
Allah Ki Kasam Khayi Aur Fir Wo Kasam Pe Khara Nahi Utra (Yani Kasam Tod Di) To Uska Kaffara Kya Hai?
Jawab: Agar Allah Ki Kasam Khayi Ke Mai Kisi Se Baat Nahi Karunga Aur Kisi Se Baat Ki To Us Par Kaffara Wajib Hai. Kaffara Ye Hai Ke: 10 Miskeeno Ko Dono Waqt Khana Khilaya Jaaye. Ya Pahenne Ke Kapre Unhe Diye Jaayein. Agar Ye Na Ho Sake To Lagataar 3 Din Roza Rakhe. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—