Masail
Audio Me Quran Sunne Se Sawab Milega Aur Quran Me Ayat E Sajda Sunne Se Sajda Karna Hoga.
ANSWER Sawab Hai. Magar Woh Sawab Nahin Jo Haqeeqatan Asl Awaaz Mein Sunne Mein Sawab Hai. Aur Audio Mein Aayat E Sajdah Sunne Se Sajda E Tilawat Bhi Wajib Nahin. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—