Masail

Aurat Aur Mard Hambistari Ke Baad Sirf Wazu Karke Subha Ka Nashta Bana sakte Hai Aur Kha Sakte Hai Kya?

Aur Zaroori Kaam Se Ghar Ke Bhar Ja Sakte Hai Kya? Zaroori Kam Nipta Ke Ghusl Kare To Aisa Karna Kaisa? Jawab: In Sab Kaamo Mein Harj Nahi. Magar Bihtar Hai Ke Jald Az Jald Ghusl Kar Liya Jaaye Aur Ghusl Itni Der Karna Ke Koi Farz Namaz Qaza Ho Jaaye Haraam Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button