Masail
Aurat Ke Naam Ke Baad Baap Ka, Ya Maa Ka, Ya Shohar Ka Naam, Kiska Naam Liya Jayega?
ANSWER Baap Ka, Ya Shauhar Ka, Ya Maa Ka Jiska Naam Bhi Le Harj Nahi. Balkeh Kisi Ka Bhi Naam Zikr Na Hua. Jab Bhi Qurbani Ho Gayi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—