Masail
Aurat ki nikah Sayyed se Hui Hai aur Jis Bachcho ka Zikr Hai Woh Us Sayyedzada Ke bhi Hain
Kya is Haal Main Sayyed Hone Ke Nate Kya Unpe Zakat Lena Najayez Na Hoga? Jawab: Bachche Sayyed Hai. Magar Maan Sayyed Nahi, Kisi Se Nikah Karne Par Koi Aurat Sayyed a Hogi. Balke Apne Nasab Par hi Rahegi. Lehaza us Aurat ko Zakat Dena Jaayez Hoga Jab Ke wo Mustahiq Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—