Masail
Awaam Mein Mashoor Hai Ki Bachcha Ke Maa Baap, Dada Dadi Aur Nana Nani Aqeeqa ka Ghosht Na Khaye.
Kya Yeh Sahi Hai? Jawab: Galat Hai. Maa Baap, Dada Dadi Aur Nana Nani Wagairah Sab Kha Sakte Hai.
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—