Masail
Azaan Dena Farz Hai, Ya Sunnat?
Jawab: Farz Namazo Ko Jamat Ke Saat Masjid Me Adaa Karne Ke Liye Azaan Dena Sunnat E Muakkadah Hai. Magar UsKa Hukm Misl Wajib Ke Hai. Yaani Agar Azaan Na Di Gayi, Toh Waha Ke Sab Loog Gunehgaar Honge!
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—