Masail
Azaan ke waqt saare kam band karke azaan ko dhyan se sunna aur jawab dena hota hai.
Lekin jab azaan koi gair e sunni de raha ho to kya hukm hai ? Out of India sunni masjid ahi hoti hai, ya bahot kam. To iske liye kya hukm hai? Kyuki sunne me aya hai ki gair e sunni ki azaan par dhyan a diya jaye, a jawab diya jaye. Jawab: Gair Muslim ki azaan shar’an azaan ahi. Lehaza uska sunna ya jawab dena bhi lazim ahi. Haan Jis kisi insan ki zaban se Allah ? ka Naam sune to Uske liye Tasbeeh kare Aur Sarkar ? ka aam e Naami sune to durood parhe. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—