Masail

Baba Bulleh Shah (Pakistan Sindh) Inki Kya Details Hai. Inke Kuch Punjabi Sher Hai.

Kuch Naatkhwan Apni Naaton Mein Add Karke Padhte Hai. Kya Ye Durust Hai? Sikh Log Bhi Inke Khub Poetry Padhte Hai. Gaane Ki Shaql Mein, So Aise Sher Padhna Kaisa Hai. Aur Inki Poetry Padh Sakte Hain ya Nahi. Jawab Inayat Farmaye Jawab: Agar To Waqiaee Huzur Baba Bulleh Shah Qasuri Alayhirrahmah Ka Sufiyana Kalaam Ke Ashaar Hain. To Iss Ko Sana Khawaani Ke Saheeh Andaaz Main Parhne Main Koi Haraj Nahin. Magar Awam ke Samne Parhne se Wo Ash’ar Parhez Kiya Jaaye. La Ilmi ki Wajah Se Jin Se Awam ke Gumrah Hone Ka Khadsha Ho. Wa-Allahu Ta’ala A’lam n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button