Masail

Bachcho ki namaz ki umar hone par kya usko maar kar namaz padha sakte hai.

Agar woh amaz ahi padta ho to, kyuki maine suna hai ke islam mein koi zoor zabardasti ahi hoti. Huzur Rehnumai Farmaye. Jawab: Buloog se pehle hi bachche ke liye jab ye hukm hai ke wo 10 saal ka hojaye to Maar kar Namaz parhayi jaye. To baad e buloog jab ke wo apne maan baap ki kifalat me ho Walidain par Namaz ke liye Sakhti karna laazim hai, ke jaan boojh kar farz Namaz chhorne wala fasiq hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button