Masail

Bukhar Aane Se Gunaah Kam Hote Hai. Aisa Hadees Hai Ki Bukhar Ko Bura Mat Kaho.

But Allah Ke Karam Se Main 9 Saal Me Kabhi Bimar Nahi Hua. Iska Yeh Matlab To Nahi Hai Na Main Zada Gunhegar Hu? ANSWER Agar Gunaah Ka Rhsaas Hai To Apne Gunaahon Se Sachche Dil Se Taubah Kare. Sachche Dil Se Taubah Ke Baare Mein Hadees Shareef Mein Hai Jisne Apne Gunaahon Se Taubah Ki Woh Aisa Hai Jaise Gunaah Hi Na Kiya Ho. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button