Masail

Chamde Ka Belt Jo Aksar Pant Aur Hajj Ke Ehraam Pe Baandha Jaata Hai. Jo Umuman Baazar Se Kharida Jaata Hai.

Jiski Koi Maalumaat Nahi Hoti Ki Goya Woh Halaal Jaanvar Ke Chamde Ka Hai Ya Nahi ? Aur Voh Belt CHHED (Whole) Waale Bhi Hote Hai. Aur Sirf CLIP Ki Pakad Waale Bhi. Baraye Karaam Tafseel Bataayen. Inka Istemaal JAAYEJ Hai Ya Nahi? ANSWER Jab Ke Maloom Nahi Ke Ye Haram Chamde Se Hi Banaya Gaya Hai. To Us Ka Istemaal Halal Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button