Masail

Chand grahan kya hota hai? aur hamal (bachcha) jiske paith me ho, Kya wo aurat kaam nahi kar sakti?

Kya ye baat sahi hai Jawab: Ye Allah ki Qudrat ki Nishani hai ke Allah Ta’ala agar chahe to roshan suraj chand ko bhi Tareek farma de. Najoomiyo ka kehna hai ke Jab Suraj aur chaand ke beech me Zameen Haayel ho jati hai. To Chand grahan aur Jab Zameen o Suraj ke darmiyan Chaand haayel ho to suraj grahan hota hai. Rahi baat Hamila Aurato ki to Un par kisi tarah ki koi shar’an pabandi ahi. Bade burhe kehte hain is tarah ki baatein ke unhe kaam a karne diya jaaye ya baaher a iklein wagaira. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button