Masail

Daahine (Right) Haath Se Istinja Karna Kaisa Hai?

Jawab: Kaagaz Se Istinja Mana Hai. Agarche Us Par Kuch Likha Ho Ya Abu Zahal Aise Kafir Ka Naam Likha Ho. Daahine (Right) Haath Se Istinja Karna Makrooh Hai. Agar Kisi Ka Bayaa?n? (Left) Haath Be-Kaar Ho Gaya Ho To Uske Liye Daahine Haath Se Istinja Karna Jaayez Hai. Peshab Ke Aale {Tanasul,Ling,Penis} Ko Daahine Haath Se Chuna. Ya Daahine Haath Me Dhela Lekar Usse Istinja Karna Makrooh Hai. Jis Dhele Se Ek Baar Istinja Kar Liya Use Dubaara Kaam Me Laana Makrooh Hai. Magar Dusri Karwat Uski Saaf Ho To Usse Kar Sakte Hai. Bahar-E-Sahari?At Hissa Dusra Safa 95 —

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button