Masail
Do (2) Rakat Namaz Me Agar Dono Me Surah Naas Padhi Tab Sajda Sahw Karna Padta Hai.
Aur Teesra Qul Dono Rakat Me Padh Liya To Kya Hoga? Jawab: Dono Rakat Mein Ek Hi Soorat Padhne Se Sajda E Sahw Nahin. Lehaza Dono Rakat Mein Soora E Naas Ya Teesre Qul Padhne Ki Wajah Se Sajda E Sahw Nahin. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—