Masail

HALAL JANWAR KE SAB AJZA HALAL HAIN MAGAR KUCH AJZA HARAM YA MAMNOO YA MAKROOH HAIN

HALAL JANWAR KE SAB AJZA HALAAL HAIN. MAGAR KUCH AJZA HARAAM YA MAMNOO YA MAKROOH HAIN? 1) Ragon ka khoon 2) Pittah 3) Phunkna 4) Alamat e Maadah 5) Alamat e Narr 6) Baize 7) Gudood 8) Haraam Magz 9) Gardan ke 2 putthe keh shano tak khinche hote hain 10) Jigar ka khoon 11) Tilli ka khoon 12) Gosht ka khoon kh baa’d e zabah gosht men se ikalta hai 13) Dil ka khoon 14) Pitt yani woh zard paani ke pitte me hota hai 15) Naak ki rutoobat ke bhed me aksar hoti hai 16) Paakhana ka maqaam 17) Ojhdi 18) Aanten 19) Nutfa 20) Woh utfa ke khoon ho gaya 21) Woh ke gosht ka lothda ho gaya 22) Woh ke poora Jaanwar ban gaya aur murdah ikla ya be zabah mar gaya n(Fatawa Razviyah Jild 8 Safah 327) BOOK NAME – FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANI n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button