Masail

Do Sunni Sahiul Aqeeda Shakhs Umrah Karne UK (London) Se Aur India (Mumbai) Se Saudi Aaye

Unhone EID Madine Me Kiye, India ke Chand ke Mutabiq Magar Fitra Apne Apne Mulk Me Apne Gharwalo Ko Phone Par Kehkar Adaa Karwaya Aur Phir Apne Watan Laut Kar Khud Apne Haaton Se Dubara Se Bhi Dediya. Par Saudi Me Madine Me Naa Diya. Toh Kya Yeh Fitra Adaa Hogaya, Ya Baki Raha Aur Kya Madine Shareef Mai Hi Adaa Karna Hoga. Jawab:: Mazkoora surat me Fitra adaa ho gaya. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button