Masail
Dono betiya upar bed par soyi hai aur main niche musalle par baith kar Quran Sharif padh shakti hu?
Agar ghar mein aur koi uchi jagah aho aur ek hi room ho to kya karein? Jawab: Adab ka taqaza ye hai ke ap bhi upar baith kar tilawat karein, ya aisi jagah baithein jahan se unka samna a ho. Bed ki aad mein is tarah baithe ke Quran Majeed se un bachcho ka samna a ho. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—