Masail

DOSRE KI TARAF SE QURBANI KA BAYAN

DOSRE KI TARAF SE QURBANI KA BAYAN? MASLAH:- Qurbani mein iyabat ho sakti hai yani khud karna zaroorai ahin balkeh dosre ko iajzat dede usne kardi ye ho sakta hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Baalig ladko ya biwi ki taraf se Qurbani karna chahta hai to unse ijazat haasil kare bagair unke kahe agr kardi to unke taraf se wajib ada a hua. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Nabaalig ki taraf se agarche wajib ahi magar kardena bihtar hai. n(Bahar e shari’at) Is soorat mein Nabaalig bachcho se ijazat ki zaroorat ahi. MASLAH:- Apni taraf se aur apne bachcho ki taraf se gaaye ki Qurbani ki agar woh abaalig hai to sab Qurbaniyan jaayez hain aur baalig hai aur sab ladkon e kah diya hai to sab ki taraf se sahih hai aur agar unhone kaha ahi ya ba’az e ahin kaha to kisi ki Qurbani ahi hui. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Kisi shakhs e wasiyyat ki ke uski taraf se Qurbani kar di jaaye aur ye ahi bataya ke gaaye ya bakri kis Jaanwar ki Qurbani ki jaaye aur a qeemat bayan ki ke istne ka Jaanwar khareed kar Qurbani ki jaaye ye wasiyyat jaayez hai aur bakri Qurbaan kar dene se wasiyyat poori ho gayi. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Agar kisi ko wakeel kiya ke meri taraf se Qurbani kar dena aur gaaye ya bakri ka ta’ayyun a kiya qeemat bhi bayan ahin ki to ye taukeel sahih ahi. n(Bahar e shari’at) BOOK NAME – FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANI n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button