Masail

Dr.Iqbal Ko Allama Iqbal Kehna Durust Hai?

Allama Ka Literal Meaning Kya Hota Hai? Shariyat Ki Roshni Me Allama Ka Lakab Kise Diya Jaayega? ANSWER Allama Ka Maana Hai. Bahot Ilm Waala. Allama Arabi Ka Lafz Hai Urdu Me Bhi Musta?mal Hai. Urf E Aam Me Allama Unhe Hi Kaha Jaata Hai Jo Ilm E Deen Se Khoob Aarasta Ho Aur Amal Karne Waala Bhi Ho. Is Wajah Se Dr. Iqbal Ko Baaz Ulama Allama Kehne Se Mana Karte Hai. Jabke Baaz Ulama Is Lehaaz Se Ke Dr.Iqbal Ka Naam Allama Se Hi Mash?hoor Ho Gaya To Ba Taur Alam O Pehchan Istemaal Karne Ki Ijaazat Dete Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button