Wazifa

Durane hamal kya padna chahiye koi wazifa ya surah batao aur fazilat bhi batana?

Jawab Hamal ke dauraan Surah Maryam padhne se wiladat me asani ka hona mujarrab hai aur bacche ki paidaish aur khubsurti ke liye surah yusuf عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ ka padhna bhi mujarrab hai. Isliye Hamila Aurat Surah Maryam aur Surah Yusuf عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ padh sakti hai. n

Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button