Masail

Durood E Taj to hum Marhumeen Ko Bakshate Hai, Kya Durood E Akbar Aur Dusre Durood Shareef Bhi Hum Marhumeen Ko Baksha Sakte Hai?

Aur Ayat E Karima (LAILAHA ILLA INTA SUBHANAKA INNI KUNTU MINAZ ZALIMIN) aur ASTAGHFAR Bhi Baksha Sakte Hain? Hazrat Jawab Inayat Farma Kar Hamari Rahnumai Farmayein Jawab: Durood o Tasabeeh o Azkaar Sab Baais e Sawab Hain Aur Jis Kaam Par Sawab Milta Ho Use Marhumeen ko Bakhshane Me Koi Harj Nahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button