Masail
Dusri Rakat Me Pehli Waali Se Upar Ki Surat Padhi.
Yaani Pehli Me Qul Ya Ayyuha Kafiroon Aur Dusri Me Inna Aa Taina Kal Kausar Padhi. Toh Kya Hukm Hai ? Jawab: Dusri Rakat Me Pehli Waali Se Upar Ki Surat, Ya Aayat Padhna Makrooh E Tehreemi Aur Gunaah Hai. Magar Bhool Kar Aisa Ho Toh Na Gunaah Hai Aur Na Sajda-E-Sahw!
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—