Masail
Ek bachcha do mahine ka ho or maa ka inteqaal Hojaye?
Ab is bachche par kiska haq hoga Or bachche ki ani chahti hai ke bachcha hume dedo hum parvarish karege. Lekin bachche ke walid chahte hai ke bachcha mera hai me uski parvarish karunga. Shariat ki roshni me jawab inayat farmaye ke bachche ki parvarish kaun kare? Nani ya, uske walid? Jawab: Maan ke inteqal ke baad bachche ki parwarish ka haq ani ko hai. Agar ani a le, to dadi ko hai. Agar larka hai, to 7 saal aur larki 9 saal tak ani ki parwarish me rahenge aur is ke baad baap ko milenge. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—