Masail
Ek Dirham Se Kya Murad Hai?
Jawab: Taharat Ke Baab Mein Nijasat Agar Ghaadi Hai To Dirham Ka Wazan Muraad Hai Aur Nijasat Patli Hai To Dirham Ka Failaao Muraad Hai. Dirham Ek Rupaye Ke Bade Sikke Ke Barabar Hota Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—