Masail
Ek Fakeer Masjid Ke Bahar Baitha Hota Hai Or Wo Kisi Or Masjid Ke Tamiri Kaam Ke Liye 10 Rs Deta Hai ?
Ab Pata Nahi Wo Paise Wo Zakat Me Se Deta Hai. Ya Lillah Me Se. To Kya Us Fakeer Ke Diye Hue Paiso Ko Masjid Ke Tamiri Kaam Me Lena Chahiye ? Jawab: Le Sakte Hain Is Me Koi Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—