Masail
Ek Jalse ke title me Likha huwa tha ke JASHN-E-SHAHEED-E-AZAM.
Kya Shaheed-E-Azam ke aage jashn likhna sahi hai ? Jawab: Jashn ka maana khushi hai, usi tarah jashn ba maana Zikr o ijlaas bhi hota hai. Magar is tarah kehne se bachein ke awam me fitna ho. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—