Masail

Ek Saksh Dhadi Mundwata Hai Aur Photo Graphy se Parhez Karta Hai

To Sharai Dhadi Rakhna Photo Graphy se Zyada Zaruri Hai. Ya photo Graphy se Bachna Zyada Zaruri hai ? Dono Me Se Konse Amal per Pehle Dhayan Aur Gour o Fikr Ki Jayegi ? Rehnumai Farmaye…. Jawab: Kisi Gunah Ko Kamtar Samajhna Bahot Bada Gunah Hai. Balke Kufr Bhi Ho Sakta Hai. Har Gunah Ke Kaam Se Bachna Laazim Hai. Is Tarah Ki Baatein Na Ki Jaayein Ke Mai To Usse Kam Wala Gunah Karta Hu Baher Haal! Tasweer Banana Banwana Haraam Sakht Haraam. Jab Ke Daarhi Baar Baar Katwana Yaani Is Ki Aadat Banana Bhi Haraam Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button