Masail
Ek Sawal Hai Bachcha Hota Hai. To Kitni Din Main Uske Sir Ke Baal Kaat Te Hai Yah Kaat Na Chahiye?
Jawab: Saatvein (7) Din Pe Kaatein Aur Baal Ke Wazan Ke Barabar Chandi Sadqa Karein Aur Agar Us?at Hai, To Us Din Aqeeqa Bhi Karein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—