Masail
Farz namazo se pahle Jo sunnat Hain use farz namaz ke baad padh sakte hai ?
Kabhi hum kisi wajah se sirf farz padhe aur phir sunnat bhi padhna chahe to Kya Padh Sakte Hain? Jawab Jo farz se pehle sunnat hai uski jagah pehle hi hai. Lehaza bila uzr e sharai takheer a ki jaaye. Haan agar farz ke baad parh liya to amaz ho jaayegi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—