Masail
Ghar me budhe (old age), aurto yaani gharwalo ke liye koi namaz ka kamra alag se banana kaisa?
Koi jagah makhsoos karna kaisa ? n(Naye ghar banana hai is liye) Rehnumai farmayega. Jawab: Bana sakte hain. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—