Masail
Ghar Mein Bohat Zyada Tadad Mein Laal Chintiya Hojaye. Khaane Ki Chizo Mein Bhi Aane Lage.
Baar Baar To Dawayi Etc. Se Maar Sakte Hai? Koi Gunah Hai Iss Amal Se? ANSWER Izaa (Takleef) Dene Wale Keede Makodo Ko Maarne Ki Ijazat Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—