Masail
Ghusl Ke Waqt Apne Hath Ka Pani Ghusl Ke Pani Me Gir Jaye.
To Pani Napaak Ho Jayega Kya? Jawab: Nahin. Magar Baalti Mein Jitna Paani Hai, Usse Ziyadah Badan Ka Paani Us Mein Gira. To Woh Paani Mustamal Ho Jaayega Aur Usse Wazu O Ghusl Nahin Hoga. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—