Wazifa
Hamare Uncle 5 Waqt ke namazi hai. Lekin Gussa bahot karte hai.
Jiski wajah se ghar ke log paresha rehte hai. Is baare me rehnumai farmaye. Jawab: Wo Durood shareef ki kasrat karein aur koshish karein ke Ba wuzu rahein. Agar gussa aaye to baith jaayein, Warna Lait jaayein. n
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi