Masail
Haram Ka Paisa Masjid Ya Madrasah Me Laga Sakte Hai Ki Nahi?
Jawab: Awaam Laa Ilmi me Kisi Bhi Paise Ko Haraam keh Deti Hai. Is Liye Is Ki Tafseel Darkaar Hai. Agar Waaqai Aqd o Naqd Maal e Haraam Par Jama Hue Hain. To Us Maal ko Kisi Masjid ya Madrase me lagana Na Jaayez o Gunah hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—