Masail

Hazrat Aaj Se Teen Saal Pehle Hamne Hamare Ghar Sarkar E Do Alam Noore Mujassam Ke Mue Mubarak Laaye Hai.

Us Waqt Hamara Ghar Kafi Bada Tha. Ek Kamre Me Hifazat Se Rakh Diye The. Lekin Ab Masla Ye Hai Ke Hamne Ghar Shift Kar Diya Hai. Jisme Dono Bedroom Me Toilet Bathroom Hai Aur Hamne Mue Mubarak Ko Hall Me Rakha Hai. Jaha Sara Din Ghar Ki Aurto Ka Bhaitna Baat Karna. Kisi Ka Bina Waju Aana Jaana Hota Hai. Barai Meharbani Aap Bataye. Kya Ye Sahi Hai? ANSWER Almari Me Kisi Unchi Jagah Rakhe. Jahan Peeth Na Ho Na Be Adabi Ho Aur Use Dhank Diya Jaaye. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button