Masail
Hazrat agar azan ke baad ek glass Pani piya ho to. Kya roza hojayega?
Jawab Agar waaqai sehri ka waqt khatam ho gaya tha aur fajr ka waqt ho gaya tha (azan fajr ka waqt hone par hi di jati hai) to roza a hua baad me uski qaza kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—