Masail
Hazrat Dhadi Ke Tute Hue Baalo Ka Kya Karna Chahiye. Shariyat Ke Aithbaar Se Kya Hukam Hai?
ANSWER Baalo Ko Dafn Kar Diya Jaaye. Ya Aisi Jagah Daala Jaaye Jaha Uski Be-Hurmati Naho. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—