Masail

Hazrat Ek Group Me Bahas Ho Rahi Thi. Sab Ek Ho Jao Firka Parsti Choro?

Us Pe Usne Ye Daleel Bhi Bheja Iska Jawab Inayat Farma De.. Beshaq Jo Log Apne Deen Ke Tukde Tukde Kar Chukey Hai Aur Firqo Firqo Me Taqsim Ho Chukey Hai Unn Logon Ke Saath (Aye NABI ﷺ Sallallahu Alaihi Wasallam) Aapka Koi Ta’alluq Nahi, Unka Muamla Toh Sirf ALLAH Ke Hawale Hai. n{Surah Al-Aan’aam(6) Ayat-159} Jawab : Mazkoora Aayat Ka Sahi Tarjama Ye Hai. ? ! 6-Al-An’am : 159 Yaani Wo Log Jinho Ne Khud Apne Deen Me Alag Alag Raahein Nikaal Li. Na Ke Wo Log Jo Ke Sahaba Ke Naqsh e Qadam Par Hain. Hum Alag Nahi Hui. Balke Ye Naye Naye Firqa e Batila Khud Hum Se Apne Aqaaid Ki Buniyaad Par Alag Ho Gaye. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button