Masail
Hazrat Gairo Ki Masjid Me Wazu Karna Aur Namaz Ada Karna Jayez Hai Ya Nahi.
Aur Agar Safar Me Ahlesunnat Ki Masjid Na Mile, Tu Kya Karna Chahiye? Jawab: Bachein To Bihtar. Agar Zaroorat Pad Jaaye To Padh Sakte Hai. Magar Masjid Mein Namaz Padhne Ka Sawab Nahi Milega. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—