Masail
Hazrat Hamne Apne Bachpane Me Apna Naam Hath Par Tattoo Karwa Liya Tha
Or Phir Hame Baad Me Pata Chala Ki Isse Namaz Nahi Hoti. Hazrat Is Masle Par Meri Rahnumayi Farmaye Ab Kya Karna Chahiye Hame ANSWER Tattoo Banwana Na Jaayez Hai. Lekin Agar Use Jism Me Gudwa Liya Hai To Uski Waja Se Namaz Me Koi Farq Nahi Aayega. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—