Masail
Hazrat Koi Shakhs Shafai Hai Or Dhadi Baar Baar Tarashwate Hai, To Un Per Kya Hukam Hoga?
Jawab: Agar Wo Waaqai Shafai Hai Aur Dhadi Ek Musht Se Kam Rakhta Hai. To Ye Jante Hue Ke Wo Shafai Hai. Usko Fasiq Nahi Kaha Jaayega. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—