Masail

Hazrat Kuch Naujawan Ladke Aur Ladkiya Legal Relationship (Yani Bagair Nikaah Ke Sath Rahna) Ke Bahane Ek Dusre Ke Sath Rahte Hai.

Shariyat Me Ye Zina Aur Haram Hai. Ab Unse Jo Bachcha Paida Hua Wo Bhi Haram. Ab Wo Ek Dusre Ke Sath Nahi Rehna Chahte. To Ab Shari?at Ki Rosni Me Bachche Ki Parwarish Kiski Zimme Hogi. ANSWER Dono Mard O Aurat Gunahgar Mustahiqq E Azab E Naar Mustaujib E Gazab E Jabbar Murtakib E Kabeera Fasiq Hain. Jo Zina Se Baccha Paida Hua Uski Kifalat Maan Ke Zimme Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button