Masail

Hazrat Maine Aaj Ek Mufti Sahab Se Suna Ke Aala Hazrat Ne Farmaya Hai Ke Aaj Ke Daur Ke Saare Kafir

Kafir e Harbi Ke Huqm Me Hain Aur Unse Sood Sood Nahi Balki Munafa Hai. Jayez Hai. Kya Ye Baat Sahi Hai? Jawab : Is Zamaane Me Kafir Ki Ek Hi Qism Baaqi Hai Jo Ke Harbi Hai Aur Harbi Kafir Se Hasil Hone Wali Zaayed Raqm Sood Nahi Balke Nafa Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button