Masail
Hazrat Naye Chand ko Dekh Kar jo Chand ki Dua Padhi Jaati hai.
Woh dua Chand ki Khabar Soon kar Padh Sakte Hai? Jawab: Us Dua me Chaand Hi se Khitab Hai, Aur Chand ko Dekh kar Parhi Jaati Hai. Magar Begair Chand Dekhe Bhi Parh Li to Koi Harj Nahi Ke Yahan Chand hi Muraad Hota Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—