Masail

Hazrat pehli Saff mai bhi imam ki asl awaaz na aaye. To kya namaz mic wali masjid me pehli saff me adaa karne se ho jayegi, ya dohrani hogi ?

ANSWER Aisi Surat me Imam ki Harkaat o Sakanaat ko Dekh kar Ruku Sujood kare. Aur Jis Rukn me Imam Nazar a aaye to Kuch Tawaqquf se Agla Rukn Ada kare ke ye Gumaan e Gaalib ho jaaye ke Imam Uth gaya hoga. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button