Masail

Hazrat Zaid Ka 1 Bhai Aur 2 Bahan Hai Walid Ka Intaqal Hogaya Hai Aur Walida Zinda Hai

Aur Zaid Ki Walida Ke Paas 1 Ghar Hai Jiski Qimat 70 lakh Hai Aur Usi Ghar Me Walida Bhi Rehti Ha. Lekin Walida ki Khushi Yeh Hai Ke Is Ghar Ko Bech Kar Bhai aur Bahano Ke Darmiyan Batwaara Hojaye. To Hasil Kalam Ye Ke Is Ghar Ka Batawara Kaise Hoga? Kisko Kitna Hissa Milega Aur Walida ko Kitna Lena Chahiye ? Jawab: Agar Wo Ghar Zaid ki Walida Ka Hai Aur Wo Ba Hayaat Hain. To Wo Apni Zindagi Me Jise Jitna Chahen Den, Magar Tamam Logo Me Adl Karein, Ke Sab Ko Barabar Den To Afzal Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button